Breaking News
Loading...
Wednesday, April 8, 2015

Khuch Muhabbat Ka Nasha Tha Hum Ko In Urdu

7:38 PM
Kuch muhabat ka nasha tha pehle hm ko Faraz.
Dil jo tota to nashe se muhabat ho gai...............


Kon data ha umar bhar ka sahara aay Faraz.... 
Log tu janazy man bhi kandhay badaltay rahtay hein...


Yeh wafa to un dinon ki baat hay "Fraaz"
Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy.....


"Kis ki Kya majal thi jo koi Hum ko kharid sakta",,,
Faraz,..
"Hum to khud hi Bik gaey kharidar dekh k"..
.

'"Ham na badlein gay waqt ki raftaar kay sath,,,
'"Faraz"'
Ham jab b milen gay andaz purana hoga..


"Tera na ho saka to mar jaon ga Faraz.
Kitna khobsurat wo jhoot bolta tha"......


Wo Bewafa na tha youn hi badnaam ho gya,,,,
Faraz..,...
Hazaron chaheny waly thy kis kis say wafa karta.


Hum pe faqat ilzaam k hum hain zuban daraz.......
hum ne to bus kaha tha hamain tum se muhabbat hai.


Yahee soch kar us ki har baat ko sach mana hay
"Faraz.........
K itnay khubsoorat Lub jhoot kesay bolain gay.


Bari mushkil se sulaaya tha khud ko Faraz main ne aaj...!
Apni aaankon ko tary deedar ka laalach day ker.....!

0 comments:

Post a Comment

Thanks For Comment

 
Toggle Footer