Breaking News
Loading...
Saturday, February 21, 2015

Best Poetry Of Ghalib In Urdu

8:09 PM
                    Yun Na Jhanko Ghareeb K Dil Mein                     
        Yahan Hasraten Be-Lebas Rehti Hain…      

Sard Musam Mein Bahot Yaad Aaty Hain
Dhund Mein Liptay Howe Wadey Uske

Ye Taiz Thandi Dhund Ka Mizaaj or Ye Bedard December
Tum Aj Kuch Bhi Mat Pucho K Dil Tum Bin Kitna Udaas Ha

Kaaash…! Tum December Hi Hote
Saal K Akhair Mein To Aa Jate…

Ab Dil Ki Ye Tamana Ha k Ay kash Aysa Ho

Ansoo k Sath Ankhon Ki Hasrat Bhi Nikal Jaye


Phool Dekhe They Janaze Py Humesha Lekin
Kal Meri Aankh Ny Phoolon K Janaze Dekhe

Ab Ki Bar Ek Ajeeb Si Khuwish Jaagi Ha
Koi Toot Kar Chahy Or Main Bewafa Niklon

Mat Puch K Kis Tarha Se Chal Rahi Ha Zindagi
Is Duor Sy Guzar Rahe Hain Jo Guzarta Hi Nahi…

Tum Haqeqat Ho Ya Fareb Meri Aankho Ka
Na Dil Se Niklte Ho Na Zindagi Mein Ate Ho

‘Le ja apni choot kisi or ko de de,
          Ghalib
 ko apne hath se qarar aa gaya’


Usnay milney ki bhi ajeeb shart rakhi...
          < ~GHALIB~>
 Chal k aao sookhay patton pe lekin koi aahat na ho...


Zindagi Uski Jis Ki Mout Pe Zamana Afsos Karay,
            "GHALIB"
 Youn To Har Shaks Aata Hai Is Dunia Main Marnay K Liye...


Do hi lafzon ka tha woh afsana..," "..Jo suna kr khamosh ho bethay
                    GALIB..!"
 Ibteda ye k tum ko chaha tha" "..Inteha ye k khud ko kho bethay...


Jab Laga Tha “Teer” Tab Itna Dard Na Huwa,
          GAHLIB”
Zakham Ka Ehsaas Tab Huwa Jab “Kamaan” Dekhi Apnon K Haath Main...


Main to Mar k Bhi Bazm-E-Wafa Main ZINDA hoon
          GHALIB
Talash Kar Meri MEHFIL Mera Mazaar Na Poch…! 
  
  
  
  

0 comments:

Post a Comment

Thanks For Comment

 
Toggle Footer