Yun Na Jhanko Ghareeb K Dil Mein
Yahan Hasraten Be-Lebas Rehti Hain…
Sard
Musam Mein Bahot Yaad Aaty Hain
Dhund Mein Liptay Howe Wadey Uske
Ye
Taiz Thandi Dhund Ka Mizaaj or Ye Bedard December
Tum
Aj Kuch Bhi Mat Pucho K Dil Tum Bin Kitna Udaas Ha
Kaaash…!
Tum December Hi Hote
Saal K Akhair Mein To Aa Jate…
Ab Dil Ki Ye Tamana Ha k Ay kash Aysa Ho
Ansoo k Sath Ankhon
Ki Hasrat Bhi Nikal Jaye
Phool
Dekhe They Janaze Py Humesha Lekin
Kal Meri Aankh Ny Phoolon K Janaze Dekhe
Ab Ki Bar Ek Ajeeb Si Khuwish Jaagi Ha
Koi Toot Kar Chahy Or Main
Bewafa Niklon
Mat Puch K Kis Tarha Se Chal Rahi Ha
Zindagi
Is Duor Sy Guzar Rahe Hain Jo
Guzarta Hi Nahi…
Tum
Haqeqat Ho Ya Fareb Meri Aankho Ka
Na Dil Se Niklte Ho Na Zindagi Mein Ate Ho
‘Le ja apni choot kisi or ko de de,
Ghalib
ko apne hath se qarar aa gaya’
Usnay milney ki bhi ajeeb shart rakhi...
< ~GHALIB~>
Chal k aao sookhay patton pe lekin koi aahat na ho...
Zindagi Uski Jis Ki Mout Pe Zamana Afsos Karay,
"GHALIB"
Youn To Har Shaks Aata Hai Is Dunia Main Marnay K Liye...
Do hi lafzon ka tha woh afsana..,"
"..Jo suna kr khamosh ho bethay
GALIB..!"
Ibteda ye k tum ko chaha tha" "..Inteha ye k khud ko kho
bethay...
Jab Laga Tha “Teer” Tab Itna Dard Na Huwa,
GAHLIB”
Zakham Ka Ehsaas Tab Huwa Jab “Kamaan” Dekhi Apnon K Haath Main...
Main to Mar k Bhi Bazm-E-Wafa Main ZINDA hoon
GHALIB
Talash Kar Meri MEHFIL Mera Mazaar Na Poch…!
0 comments:
Post a Comment
Thanks For Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.